获取下载链接
歌词

作词 : Alokik Modi

作曲 : Alokik Modi/Adarsh Vishwakarma

Bahti hui jo sadiyon se main

Biti kitni ye raatein hain

Hu uss sahar ki dhoop mai

Hu jalti aag ki rooh mai

Mahtaab ka tanz main hu (Fiza)

Main Raat ki aawaz bhi (Fiza)

Aasmaan ye

Mera jo hua

Toofaan si chalti

Main hu wo fiza

Ye samaa aur

Meri ye baqaa

Hai mujhme

Teri hi adaa

Patjhad ki uss shaam mai

Barish ki unn bundon mai

Hu wo ek dheemi si hasi

Jo mahkti hai mujhse

Har kaheen

Hu main

har kaheen hu main

Mahtaab ka tanz main hu (Fizaa)

Main Raat ki aawaz bhi (Fizaa)

Aasmaan ye

Mera jo hua

Toofaan si chalti

Main hu wo fiza

Ye samaa aur

Meri ye baqaa

Hai mujhme

Teri hi adaa